adab ki had mei hoN' mei beAdab nahi hota
tumhara tazkira ab roz O shab nahi hota
kabhi kabhi to chalak perti haiN younhi aankhaiN
Udaas honay ka koi sabab nahi hota
kai ameero'N ki mehroumia'N na poch k bas
ghareeb honay ka ahsaas ab nahi hota
mei waldaieN ko ye baat kaisay samjhao'N
muhabbatoN mei hasab o nasab nahi hota
Wahan k log baray dilfaraib hotay ha'N
mera behakna bhi kuch ajab nahi hota
Mei us zameen ka deedaar kerna chahta hu'N
jaha'N kabhi be khuda ka ghazab nahi hota