Tuesday, August 13, 2013

Iss Daur-e-Raya Main Logo Us Shakhs Se Bhi Mohtaat Raho

Iss Daur-e-Raya Main Logo Us Shakhs Se Bhi Mohtaat Raho
Jo Shakhs Wafa Kar Sakta Hai Wo Janay Kia Ker Sakta Hai..!

Koi Majboriyan nahi Hotien

Koi Majboriyan nahi Hotien
Log Aadatan Wafa nahi karty...!!

Afsurdagi Hai Magar Wajah-e-Gham Nahi Maaloom

Afsurdagi Hai Magar Wajah-e-Gham Nahi Maaloom
K Dil Pe Bojh Sa Hai Ranj-e-Besabab Ki Tarha..!

Lab-e-Tishnigi Ki Maanid Shab-o-Roz Qatra Qatra

Lab-e-Tishnigi Ki Maanid Shab-o-Roz Qatra Qatra
Mujhe Zeher Mil Raha Hai Teri Be-Rukhi Se Jana..!

Kayi Rishton Ko Jab Parkha Nateeja Ek Hi Nikla

Kayi Rishton Ko Jab Parkha Nateeja Ek Hi Nikla
Zarorat Hi Sab Kuch Hai Muhabbat Kuch Nahi Hoti

Moot Bhi Kam Khobsorat To Nahi Hoti Hogi

Moot Bhi Kam Khobsorat To Nahi Hoti Hogi !
Jo Bhi Us Se Milta Hai Zindagi Choor Deta Hai

Ya to such hai chup rahnay say Pagal pun Bher jata hai

Ya to such hai chup rahnay say Pagal pun Bher jata hai
liken pather k is sher mein Akhir kis say baat karay

Ye bond bond si barish kisi k yaadon ki

Ye bond bond si barish kisi k yaadon ki
Mery yaqeen ka kaccha makaa graye gi

Abhi to mill k chelty hain sumender ki musafet mein

Abhi to mill k chelty hain sumender ki musafet mein
phir is kay baad dekhay gay kienara koun kerta hai

adab ki baat hai warna Muneer sochoo to

adab ki baat hai warna Muneer sochoo to
jo shakhs sunta hay wo bool bhi to sakta hay

Zindagi ki talkhiyo ne cheen li shararte meri

Zindagi ki talkhiyo ne cheen li shararte meri
Aur log samajhte hai maghroor hogay hun main

Shab-e-Hijraan Mein Raat Bhar

Shab-e-Hijraan Mein Raat Bhar
Neend Hansti Hai Mujh Per Door Kharri

Us k uthtay he hum jahan say uthay

Us k uthtay he hum jahan say uthay
Kya qayamat hai dil ka aa jana

Qaid-E-Hayat-O-Band-E-Gam Asal Mein Dono Ek Hai

Qaid-E-Hayat-O-Band-E-Gam Asal Mein Dono Ek Hai !!
Maut Se Pahle Aadmi Gam Se Najat Paye Kyun !!

Mile Thay Baad Muddat Ke Humein Tum Ajnabi Ban Kar

Mile Thay Baad Muddat Ke Humein Tum Ajnabi Ban Kar
To Kaise Dard Na Uthta Meri Hairaan Aankhon Mein

Ab Is Kay Siwaa Yaad Nahi Jashn-e-Mulaqaat

Ab Is Kay Siwaa Yaad Nahi Jashn-e-Mulaqaat,
Ek Maatmi Jugnu Meri Palkon Pe Sajaa Tha

wo rootha tu hum bhi chup rahaye

wo rootha tu hum bhi chup rahaye
ek baar mana lete tu roz khafa hota

Na Hona Be Murrawatt Naa be Rukhi Dikhana

Na Hona Be Murrawatt Naa be Rukhi Dikhana,
Buss Apnaiyyat Sy Kehna Tum Bojh Bann Gaye Ho...!!

Kahan wafa milti hai in Matti k Haseen Insanoon Se

Kahan wafa milti hai in Matti k Haseen Insanoon Se
Yeh Log Bina Matlab K, KHUDA ko bhi yaad nahi karte

Bara-e-Naam Bhi Jis Ko Aati Nahi Wafa Karna

Bara-e-Naam Bhi Jis Ko Aati Nahi Wafa Karna
Woh Sub Ko Apni Wafa Ki Misaal Deta Hai

Aye dost shukriya tere ehsaas ka magar

Aye dost shukriya tere ehsaas ka magar
Main chaahta hun koi mujhe aasra na de !

mohabbat ka haq dil ada kar raha hai

mohabbat ka haq dil ada kar raha hai
saza paa raha hai wafa kar raha hai

Dil ki taaqeed hai her haal mein hoo paas wafa

دل کی تاکید ھے ھر حال میں ھو پاس وفا
کیا ستم ھے کہ ستم گر کو ستم گر نہ کہو

Hasil e Ishq Kya Bataon mien

Hasil e Ishq Kya Bataon mien
Qurb boya Tha Hijer Kata hai

pehle hota tha mujhe siddat e ghum ka ehsaas

پہلے ہوتا تھا مجھے شدتِ غم کا احساس
اب مجھے شدتِ احساس کا غم ہوتا ہے

Usay kehna nazar aa kar

Usay kehna  nazar aa kar
Saza ko mukhtasir kar de.

Hua phir se teri yaad ka silsila shuru

Hua phir se teri yaad ka silsila shuru
Ab jane kab ruke gi mere sheher mein barish !!

Haath Rakh K Meray Dil Pay Wo Farmany Lagay

Haath Rakh K Meray Dil Pay, Wo Farmany Lagay..
Dard Q Hota Hai.? Kab Hota Hai.? Ab Hota Hai..?

Nishan-e-manzil jana’n milay na milay

Nishan-e-manzil jana’n milay, na milay
Mazay ki cheiz hai ye zouq-e-justuju apna. . !!

Tum ko jab bojh lagy saath tu bata dena

Tum ko jab bojh lagy saath tu bata dena
Hum chup chap mohabbat se mukar jaenge!!!

Bala Ki Dilkash Hein Yaar Aankhein

Bala Ki Dilkash Hein Yaar Aankhein
Khizaa'n Ki Rut Mein Bahaar Aankhein,

Jo Uth Gai To Dua Hein Logo,
Mohabbato'n Ki Pukaar Aankhein,

Sabab Hein Merey Sukoon-e-Dil Ka,
Meri Nazar Ka Qaraar Aankhein,

Udaasiyo'n Mein Khushi Ki Sa'at,
K Nafrato'n Mein Hein Piyaar Aankhein,

Meri Ghazal Ka Hein Ye Tassawur,
Merey Sukhan Ka Nikhaar Aankhein,

Wujood Enka Shifa K Jaisa,
Hein Chara Gar Ghamgusaar Aankhein,

En Hi Ne Hasna Sikhaya Mujh Ko,
Tabbassumi Khushgawaar Aankhein,

Ulaj K Tumse Sulajh Gai Hein,
Hui Hein Tum Pe Nisaar Aankhein,

Nigah K Gulshan Mein Bus Gai Hein,
Gulo'n K Jaisi Ye Khaar Aankhein,

Bhala Mein Kaisey Behek Na Pao'n,
Mein Be-Khudi Hun Khumaar Aankhein,

Nahi Hein Koi Tumhary Jaisi,
Mein Dekh Aya Hazaar Aankhein,

Tumhari Hasrat Mein Nam Hui Hein,
Hein Roi Zaar-o-Qataar Aankhein,

Ajab Hay Soda Ajeeb Qeemat,
Hay Naqd Ye Dil Udhaar Aankhein,

Aseer Apna Bana K Ahmed,
Hui Hein Kaisey Faraar Aankhein.....!!!

Ishq Mohabbat Waali Rahein Talkh Bohat Hein

Ishq Mohabbat Waali Rahein Talkh Bohat Hein
Khail Nahi Hay En Par Chalna,
Saath Nibhana Bohat Kathin Hay,
Do Pal Ki Hay Khushi Ki Sa'At,
Sadyo'n Phir Be Chaini Hay,
Chand Hi Hein Qurbat K Lahmey,
Phir Sunsaan Si Ratein Hein,
Sooraj K Neechey Mom Ka Ghar,
Kaha Nahi Tha Pagal Pan Hay,
Kaha Nahi Tha,
Aag Se Mat Khailo Tum Janaa'n,
Jal Jao Gi,
Sab Kuch tumse Kaha Tha Mein Ne,
Har ek Baat Batai Thi,
Achi Buri Har Prem KAhani,
Mein Ne tmhein Sunai Thi,
Lekin Ziddi LArki Tum Ne,
Meri Koi Baat Na Maani,
Vohi Kiya na Aakhir tum Ne,
Jiski Apne Dil Mein Thaani,
Pagal Larki,
Taiz Hawa Mein Diya Jalaya Tha Jo tum Ne,
Akhir Kab Tak Jalta REhta?
Hawa se Larty Larty Ek din,
Bujh Hi Gaya Voh Diya Tumhara,
Lekin Tum Ko Khabar Nahi Hay,
Jis Din Se Voh Diya Bhuja Hay,,
Us Din Se "Mein" Sulagg Raha Hun.........!!!

Koi Wirani Si Wirani Hai

Koi Wirani Si Wirani Hai !!
Dasht Ko Dekh Ke Ghar Yaad Aaya !!

Soo bar chaman mahka Soo bar bahaar ayi

Soo bar chaman mahka Soo bar bahaar ayi
Dunya ki wohi roonak Dil ki wohi tanhai

Tu jo Aaye to mil ker samaittein dono

Tu jo Aaye to mil ker samaittein dono
Mujh akelay se nahi hijer sambhala jata

Raat baaqi thi jab wo bichrra tha

Raat baaqi thi jab wo bichrra tha
Kat gayi umar raat baaqi hai..

Palat Kar Bhi nahi Dekhi Teri Ye Be-Rukhi Hum Ne

Palat Kar Bhi nahi Dekhi Teri Ye Be-Rukhi Hum Ne
Bhula Daingy Tujhe Aisay K Tum Bhi Yaad Rakho Gay...!

Koh-e-Anaa Ki Barf Thay Dono Jamay Rahay

Koh-e-Anaa Ki Barf Thay Dono Jamay Rahay,,
Jazbo'n Ki Taiz Dhoop Mein Pighla Na Tu, Na Main..!

Din Dhal Gaya Suraj Ka Kahin Naam Nahi Hai

Din Dhal Gaya Suraj Ka Kahin Naam Nahi Hai
Aye Wada Shikan Kiya Ab Bhi teri Sham Nahi Hai???

Main hi ek waqif e aadaab e mohabbat hoon

میں ہی اِک واقفِ آدابِ محبت ہوں نصیر
مل کے ڈھونڈیں گے مجھے اہلِ وفا میرے بعد

ek shaks ker raha hai ab tak wafa ka ziker

اِک شخص کر رہا ہے اب تک وفا کا ذِکر ،۔۔۔
کاش اِس زُباں دراز کا مُنہ نوچ لے کوئی
،

Mujhe ek umar hoyi khaak mein tehleel hoye

 مجھےﺍﮎ ﻋﻤﺮ ﮨﻮﺋﯽ ﺧﺎﮎ ﻣﯿﮟ ﺗﺤﻠﯿﻞ ﮨﻮﺋﮯ،
ﺗﻮ ﮐﮩﺎﮞ ﺳﮯ ﻣﺮﯼ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ ____ﻣﺮﮮ ﺑﺎﺯﻭ ﻻﯾﺎ

Rehnay Day Ye Kitaab Teray Kaam Ke Nahi

Rehnay Day Ye Kitaab Teray Kaam Ke Nahi..!!
Is Mein Likhay Hovay Hein Wafaaon k Tazzkray.

Dair se aankh pe utra nahi ashkoon ka azaab

دیر سے آنکھ پہ اترا نہیں اشکوں کا عذاب
اپنے ذمے ہے ترا قرض نہ جانے کب سے

Suljha howa sa fard samjhte hain mujhko loog

سلجھا ہوا سا فرد سمجھتے ہیں مجھکو لوگ
الجھا ہوا سا مجھ میں کوئی دوسرا بھی ہے

Aik weeran riyasat ki tarhan hoon main nadeem

ایک ویران ریاست کی طرح ہوں میں ندیم
فتح کر کے مجھے پچھتائے مرے دشمن بھی

Main to ghazal suna kar akela khara raha

میں تو غزل سنا کر اکیلا کھڑا رہا....
سب اپنے اپنے چاہنے والوں میں کھو گئے

Hum ne be-intehaa wafa kar k

ھم نے بے انتہا وفا کر کے
بے وفاؤں سے انتقام لی

aye dil tere khuloos k sadkay

اے دل تیرے خلوص کے صدقے ذرا سا ہوش
دشمن بھی بے شمار ہیں یاروں کے شہر میں

Bichre hoye ki yaad mein

بـچھڑے ہُـوؤں کـی یاد میں  رہـنے دے اشـکبار
اے یادرفـتگاں مُـجھے تـنہا نـہ کـر ابـھی

saari baasti mein faqat mera hi ghar

ساری بستی میں فقط میرا ہی گھر ہے بے چراغ
تیرگی سے آپ کو میرا پتا مل جاۓ گا ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔

Popular Posts