Yeh Kiss Ne Kaha Tum Koooch kro Insha JI
yeh kis ne kaha, tum kooch karo
baatein na banao insha ji,
yeh shehar tumhara apna hai
issay chor na jao, insha ji,
ek rooz to kiya wo hashar talak
rakhay gi khula darwaazay ko
kab laut ke ghar ko aao gaiy
sajni ko batao, insha ji,
kiya sooch ke tumne seenchi thi
ye kaisi kiyaari chahat ki
tum jinko hansaatay aye ho
unko na rulao, insha ji,
tum laakh seyaahat ke ho dhani
ek baat humari bhi maano
koi jaa ke jahan se aata nahi
uss des na jao insha ji,
nahi sirf Qateel ki baat yahan
kahin Sahir, kahin Aali hain
tum apnay puraanay yaaroN se
daaman na churaao insha ji,
ye shehar tumhara apna hai
issay chor na jao, insha ji, insha ji, insha ji
ye kis ne kaha, tum kooch karo....
yeh kis ne kaha, tum kooch karo
baatein na banao insha ji,
yeh shehar tumhara apna hai
issay chor na jao, insha ji,
ek rooz to kiya wo hashar talak
rakhay gi khula darwaazay ko
kab laut ke ghar ko aao gaiy
sajni ko batao, insha ji,
kiya sooch ke tumne seenchi thi
ye kaisi kiyaari chahat ki
tum jinko hansaatay aye ho
unko na rulao, insha ji,
tum laakh seyaahat ke ho dhani
ek baat humari bhi maano
koi jaa ke jahan se aata nahi
uss des na jao insha ji,
nahi sirf Qateel ki baat yahan
kahin Sahir, kahin Aali hain
tum apnay puraanay yaaroN se
daaman na churaao insha ji,
ye shehar tumhara apna hai
issay chor na jao, insha ji, insha ji, insha ji
ye kis ne kaha, tum kooch karo....
4 comments:
Very nice. Who is poet?
salaam bro iss ka mujhe nahi pata any way thanks..............
the poet is qateel shifaee, ya on kay gair matbooa qalaam ka hisa rahe hai nazam, magar baad main as a tribute ti Ibn-e-insha manzar-e-aam pay aa gae
poet is Qateel Shafai
Post a Comment