Friday, August 6, 2010

Meri mohabat k dono alam


Meri mohabat k dono alam,
Tamam roshan tamam mohkam,
Main yaad karna bhi janta hon,
Main yaad aana bhi janta hon,
Nazar nazar me hai kamrani,
Qadam qadam par hai kamyabi,
Magar koi muskrat k dekhe to,
Haar jana bhi janta hon,
Mujhe samahdar k pniyon me,
kisi ki khatir to doobna hai,
Agarche lehron k darmiyan se,
Main paar jana bhi janta hon……….

No comments:

Popular Posts