Wednesday, June 23, 2010

kiya hai jisey payar hum ne zindagi ki tarah


kiya hai jisey payar hum ne zindagi ki tarah
wo ashna bi mila hum se ajnabi ki tarah!!

barah ke payas meri oss ne haath chor diya
wo kar raha tha marawat bhi dil lagi ki tarah

kisey khabar thi barhay ghi kuch aur tareeki
choopey gha woh kissi budli mein chandni ki tarah

kabi na socha tha hum ne oss ke liye
karey ga hum pe sitam wo be har kissi ki tarah!!

No comments:

Popular Posts