Wednesday, June 23, 2010

Rehtey Hain saath saath main aur meri tanhai

Rehtey Hain saath saath main aur meri tanhai
Kartey Hain raaz ki baat main aur meri tanhai

Din to guzar hi jata hai logon ki bheer main
Ratt guzara kartey hain mein aur meri tanhai

Saanson ka kya bharosa kab chor jain saath
Laikin rahain gay saath main aur meri tanhai

Aaye na tumhe yaad kabhi bhul kar bhi hum
Kartey hain tumhe yaad main aur meri tanhai

No comments:

Popular Posts