Ger chahoo ada ker sakoo kheemate dil
Tou tasawar k gira qadar ayioonou mai basi
Ik khamossh se belouss ibarat perh lou
Jiss ka mafhoom ager samjho to be had sadda hai…
Her taqaull ki bulandi per hai mahwey perwaz
Dil ki kheemat .., na kabhi same o jawaher mai mili
Na hee ye bandashye halat e zamana mai mili
Kis ne dekha hai kisi phool ki khusboo ko kabhi,
Kon choo sakta hai perbat ki sadayoo ko kabhi
Kiya kisi ankh se le saktey ho tum ansoo ko kabhi..,
Kiya chura sakte ho taroo se us ki kirnoo ko kabhi
Phir bhi chahoo k ….. ada ker sakoo tum kheemate dil
Piyar ki anch mai jal gaye lamhe la dou …,
Tumhari yaad mai jo chalktey hain ansoo la dou ….

No comments:
Post a Comment