Guftugo Ke Lamhon Main
Dekh Hi Nahi Paatay
Ham Tumhare Chehare Ko
Tum Hamari Aankhon Ko
Aaj Aisa Kartay Hain
Chasm-o-lab Ko Parhtay Hain
Baat Chor Datay Hain
Jaaney Kiya Lamha Hoga
Jab Ye Hath Hathon Say
Gar Kabhi Juda Hoga
Aaj Aisa Kartay Hain
Zabt-e-Jaan Parakhtay Hain
Hath Chor Datay Hain
Kash Koi Samjha Day
Log Kis Tarha Dil Ki
Manzilain Alag Kar Kay
Saath Chor Date Hain
Aaj Aisa Kartay Hain
Bey-sabab Bikhartay Hain
Zaat Tor Datay Hain...
Dekh Hi Nahi Paatay
Ham Tumhare Chehare Ko
Tum Hamari Aankhon Ko
Aaj Aisa Kartay Hain
Chasm-o-lab Ko Parhtay Hain
Baat Chor Datay Hain
Jaaney Kiya Lamha Hoga
Jab Ye Hath Hathon Say
Gar Kabhi Juda Hoga
Aaj Aisa Kartay Hain
Zabt-e-Jaan Parakhtay Hain
Hath Chor Datay Hain
Kash Koi Samjha Day
Log Kis Tarha Dil Ki
Manzilain Alag Kar Kay
Saath Chor Date Hain
Aaj Aisa Kartay Hain
Bey-sabab Bikhartay Hain
Zaat Tor Datay Hain...
No comments:
Post a Comment