Ab Jo gireh Toh sambhal na sakhe
Apne hathon ki lakerien khod badal na sakhe
Zakham kuch es tarha mile ke
Hum has kar bhi has na sakhe
Duniya ke deya zakham sah gaye per
Tera deya ek ek zakham sah na sakhe
Begano se kya wafa ki umeed rakhte
Yaha toh apne hi wafa kar na sakhe
Us ne rolaya bhi kuch es tarha se ke
Aankhon mein aso the
Per un aansowoh ko hum
Baha bhi na sakhe
Dard itna deya ke
Yum yeh dard bhoola bhi na sakhe
Kitne umeedo se sapne Sajaye the
Yeh wo sapne the jo kabhi pura ho na sakhe
Usey bhool jane ki koshish bohat ki
Per khod ko bhool kar bhi usey bhoola na sakhe
No comments:
Post a Comment