jub loog hee jazbon ki toukeer nahi kertay
hum bhi koi dukh apna tehreer nahi kertay
dil cheer jata hai lehjay ka ye rookha pun
kerti hai zubaan wo kuch jo teer nahi kertay
mosam ager uksaye jub chahe chalay aana
hum raat ko derwaza zanjeer nahi kertay
likhtay hain wo kuch jo her aik pay guzerti hai
per youn keh kahani hum tahreer nahi kertay
doo guz hee zameen sab ka jub aakhri muskanhai
hum koi makaan apna taameer nahi kertay

No comments:
Post a Comment